Chehra hai ya chaand khilaa hai
Zulf ghaneri shaam hai kya
Saagar jaisi aankhon waali
Ye to bataa tera naam hai kyaa
Chehra hai ya chaand khilaa hai
Zulf ghaneri shaam hai kya
Saagar jaisi aankhon waali
Ye to bataa tera naam hai kyaa
Har tu kya jaane teri khaatir
Kitna hai betaab ye dil
Tu kya jaane dekh raha hai
Kaise kaise khwaab ye dil
Toone deewana dil ko banaaya
Is dil par ilzaam hai kya
Saagar jaisi aankhon waali
Ye to bataa tera naam hai kya…