menu-iconlogo
huatong
huatong
kk-awaarapan-banjarapan-cover-image

Awaarapan Banjarapan

KKhuatong
mrchavis1614huatong
Letra
Gravações
awaarapan banjarapan

ek hala hai seene mein

har dam har pal bechaini hai

kaun bala hai seene mein

iss dharti par jis pal sooraj

roz savere ugta hai

iss dharti par jis pal sooraj

roz savere ugta hai

apne liye to theek usi pal

roz dhala hai seene mein

awaarapan banjarapan

ek hala hai seene mein

jaane ye kaisi aag lagi hai

iss mein dhua na chingari

jaane ye kaisi aag lagi hai

iss mein dhua na chingari

ho na ho iss par kahin koi

khaab jala hai seene mein

awaarapan banjarapan

ek hala hai seene mein

jis raste par tapta sooraj

saari raat nahin dhalta

jis raste par tapta sooraj

saari raat nahin dhalta

ishq ki aise raha guzar ko

hum ne chuna hai seene mein

awaarapan banjarapan

ek hala hai seene mein

kahan kise ke liye hai mumkin

sab ke liye ek sa hona

kahan kise ke liye hai mumkin

sab ke liye ek sa hona

thoda sa dil mera bura hai

thoda bhala hai seene mein

awaarapan banjarapan

ek hala hai seene mein

Mais de KK

Ver todaslogo

Você Pode Gostar