Sach keh raha hai deewana
Dil dil na kisi se lagaana
Sach keh raha hai deewana
Dil dil na kisi se lagaana
Jhoothe hain yaar ke vaade saare
Jhoothi hain pyaar ki kasmein
Maine har lamha jisse chaaha jisse
Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda tanha tanha chhoda
Sach keh raha hai deewana
Dil dil na kisi se lagaana
Jhoothe hain yaar ke vaade saare
Jhoothi hain pyaar ki kasmein
Maine har lamha jisse chaaha jisse
Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda tanha tanha chhoda
Mausam mausam tha suhaana bada
Mausam mausam maine dekha usse
Hua main paagal bas pal bhar mein
Aa aa aa
Mausam mausam tha suhaana bada
Mausam mausam maine dekha usse
Hua main paagal bas pal bhar mein
Aake basi hai wo mere mann mein
Uski kami hai ab jeevan mein
Wo door hai meri nazron se
Kyun usse main chaahoon
Oh sach keh raha hai deewana
Dil dil na kisi se lagaana
Jhoothe hain yaar ke vaade saare
Jhoothi hain pyaar ki kasmein
Maine har lamha jisse chaaha jisse
Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda tanha tanha chhoda
Sundar sundar wo haseena badi
Sundar sundar main to khone laga
Uske nashe mein bin piye behka
Aa aa aa
Sundar sundar wo haseena badi
Sundar sundar main to khone laga
Uske nashe mein bin piye behka
Ek din usse bhoola doonga main
Uske nishaan mita doonga main
Chaahoonga na main us patthar ko
Jaa usse bata de
O la la lai lai lai lai la le
La la lai lai lai lai la
La la lai lai lai lai la le
La la lai lai lai lai la
Maine har lamha jisse chaaha jisse
Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda tanha tanha chhoda