menu-iconlogo
logo

Aawara

logo
Letra
Naa jaane main ye ab kaise

Mujhe ye kya ho gaya

Main tera ho gaya

Kyu aisa lage jaise aawara sa main

Tune ye kya kar diya

Sab kuch badal diya

Jaanu na kaisa ab tera hi hun main

Tujhse pehle jaise jeete the

Meri jaana hum theek the

Kuch aisi aashiqon ki lagi thi kataar jisme hum sabse peeche the

Bas tum

Jaan lo hum jaan dete ni andaazon pe

Jawab rakh dein to sawaal khafa honge

Tabhi hum chup rehke karein salaam

Unhe jinhe iss pyaar mein nafa honge

Khoyi zindagi kaale kaamon mein

Pyaar kahan hai

Na main dhoondhun mera yaar kaha hain

Par tu samne hai aur

Naa jaane main ye ab kaise

Mujhe ye kya ho gaya

Main tera ho gaya

Kyu aisa lage jaise aawara sa main

Tune ye kya kar diya

Sab kuch badal diya

Jaanu na kaise ab tera hi hun main

Haath range jinke saare kaale kaamon mein

Vo kya hi kisi aur rang se khafa honge

Kabhi na lenge hum tumhara ye naam

Bas dil hi mein rakh ke fana honge

Dur se khade dekhenge hum

Pyaar ke paas bhi aana nahi

Wohohoho

Ye khel ki tarah hai

Kabhi hara hai

Kabhi jeeta

Tabhi kehte hain

Khoyi zindagi kaale kaamon mein

Pyaar kahan hai

Na main dhoondhun mera yaar kaha hain

Par tu samne hai aur

Naa jaane main ye ab kaise

Mujhe ye kya ho gaya

Main tera ho gaya

Kyu aisa lage jaise aawara sa main

Tune ye kya kar diya

Sab kuch badal diya

Jaanu na kaisa ab tera hi hun main

Tha main laapata

Kabse yahaan

Koi apna kahaan tha

Kaali raatein kaale kaamon

Mein shaamil

Dil lagaana mujhe lagta

Guna sa tha

Ab honana juda

Tu hai naya sapna kaise tujhse khafa honge

Sirf tera hai nasha baaki

Kaun yahaan

Jisse apna keh saku

Main

Ab to ye mujhko bhi lagne laga hai

Kaali ye raaton ki tu hi subha hai

Anjani raahon pe tu lage apna sa

Na jaane main ye ab kaise

Mujhe ye kya hogaya

Main tera hogaya

Kyun aise lage jaise

Aawara sa main

Tune ye kya kardia

Sab kuch badal diya

Jaanu na kaise ab

Tera hi hoon main

Tera hi hoon main

Bas tera hi hoon main

Tera hi tera hi tera hi

Hoon main

Aawara de KSHMR/King/ZAEDEN – Letras & Covers