menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Ae Hawa Yeh Bata Ae Ghata Yeh Bata

Laxmikant - Pyarelalhuatong
mjmctatehuatong
Letra
Gravações
Ae hawa ye bata, ae hawa ye bata

Ae ghata ye bata, kya tujhe hai pata

Abke baras jo barasega, vo sawan kaisa hoga

Sawan jaisa bhi ho mera sajan kaisa hoga

Sawan jaisa bhi ho mera sajan kaisa hoga

Tab mai kisi se, pyar krungi

Tab mai kisi se, pyar krungi, tab solha singar krungi

Mukh dekhungi mai jisme, vo darpan kaisa hoga

Darpan jaisa bhi ho mera hoga

Sawan jaisa bhi ho mera sajan kaisa hoga

Babul ke ghar ji na lage, ji na lage

Babul ke ghar ji na lage, ji ke andar barasa jage

Babul ke ghar ji na lage

Jane anjane sajan ka, angan kaisa hoga

Angan jaisa bhi ho mera sajan kaisa hoga

Sawan jaisa bhi ho mera sajan kaisa hoga

Khel ke mujh se aankh micholi

Khel ke mujh se aankh micholi, le jayega meri dholi

Mere man ka meet vo, mera dushman kaisa hoga

Dushman jaisa bhi ho, mera sajan kaisa hoga

Sawan jaisa bhi ho mera sajan kaisa hoga

Sawan jaisa bhi ho mera sajan kaisa hoga

Mais de Laxmikant - Pyarelal

Ver todaslogo