menu-iconlogo
logo

kidhar?

logo
Letra
Lighting fires

She’s lighting fires in my heart

Mein inn khoye hoye sapno mein phassa from the start

Like a lighter

Chingaari bani aag

Waisay hum dono ke beech hui aisi shuruwaat

I’m a fighter

Par ab kaisay larhoon khud se?

Kaisay boloon ke mein aya teray dil mein ruknay?

Meri baat ab tu sun lay

Karoon mein ab yaad wohi din jab hum gum thay

Jab hum gum thay kaisi thi wo raatein

Chupi chupi chaahaton ki gehri mulaaqaatein

Wohi din jab hum saath thay

Guzray kitnay din yu hi aisay gunguna ke

Bin roye guzartay rahay wo din dil hoye naram se

Teray bazam mein rahay ye dil tou rehta ye khush hai

Bol tu kidhar kidhar hai?

Aaja paas warna tanha laagay raat

Tu kidhar hai kidhar hai?

Zara bol Na adhoori chorein baat

Tu kidhar kidhar hai?

Kiya waada ke na choray gi tu saath

Tu kidhar hai kidhar hai?

Sun lay aaj ke nai hona meinay khwaar

But these feelings that I’m feeling hua hai ye pehli baar

See i started from the bottom aur khula hai aasmaan

Par khainchay meri dor tu ke rahoon teray paas ab

Jo chaahat uthi hai meray dil mein

Najanay kyun karay wo mujhay bekaraar

Dou raahein milli hain mushkil se

Ab manzil tak mein chahoon bus tera saath

Teray bin na ho chen mujhay raas

Ab Aakhir hogaya hai mujhay ye ehsaas

Hun maazi mein abhi phassa hua

Karoon mein ab yaad jab hum gum thay

Jab hum sun thay kaisay thay wo naatay

Chupi chupi aahaton ki gehri mulaqaatein

Wohi din jab hum saath thay

Guzray kitnay din yu hi aisay muskura ke

Bin roye guzartay rahay wo din dil hoye naram se

Haan teray bazam mein rahay ye dil tou rehta ye khush hai

Bol tu kidhar kidhar hai?

Aaja paas warna tanha laagay raat

Tu kidhar hai kidhar hai?

Zara bol Na adhoori chorein baat

Tu kidhar kidhar hai?

Kiya waada ke na choray gi tu saath

Tu kidhar hai kidhar hai?

Haan tu kidhar hai jidhar hai udhar hi aakay mein ghar aik basa loon sanam

Haan tu kidhar hai jidhar hai udhar hi aakay mein ghar aik basa loon sanam

Bol tu kidhar hai kidhar hai

kidhar? de Maanu/Zahra Paracha/Talal Qureshi – Letras & Covers