menu-iconlogo
logo

Likha Maine

logo
Letra
Dekha Kaise Mausam Mere Sheher Mein

Likha Maine Likha Maine

Dekha Kaise Desh Sare Lutte Jare

Likha Maine Likha Maine

Hone Ka Nahin Chup Iss Liye Bolte Jare

Likha Maine Likha Maine

Khone Ka Nahin Hosh Waqt Ko Rakhte Hath Mein

Likha Maine Likha Maine

Likha Maine Jo Bhi Dekha Aj Tak

Likha Maine Jo Bhi Chal Raha Aj Kal

Likha Maine Jo Bhi Dekha Aj Tak

Likha Maine Jo Bhi Chal Raha Aj Kal

Bhalai Ka Zamana Nahi

Kamai Ka Zamana Hain

Kamzor Ho Raha Desh

Kyunki Milawati Khana Hain

Bikau System Sara Hain

Soch Kaha Tak Jana Hain

Garib Apni Country Nahi

Chupa Rakha Khazana Hain

Kya Chal Raha Aj Kal

Kya Chal Raha Aj Kal

Nagrik Apna Baitha Ghar Pe

Vikas Ki Hain As Par

Kya Chal Raha Aj Kal

Kya Chal Raha Aj Kal

Khule Am Ghaple Chalu

Kanoon Ki Hain Ankh Band

Kaisa Mausam Chalu Maine Bola Garmi Hain

Barsat Wale Time Pe

Kuchke Pas Toh Chat Nahi Hain

Tu Kab Se Desh Mein Chal

Card Nahi Toh Haq Nahi Hain

Ye Sale Janwar Aur Soch Hi Inki Farzi Hain

Kaun Apne Khas Kaun Apna Pas

Kaun Lega Jan Kaun Rakhe Khayal

Yahan Toh Bhain Bhain Bhi Ladhte

Pyar Se Bada Property

Kar Bhi Kya Woh Sakte Badhti Ja Rahi Poverty

Dekha Kaise Mausam Mere Sheher Mein

Likha Maine Likha Maine

Dekha Kaise Desh Sare Lutte Jare

Likha Maine Likha Maine

Hone Ka Nahi Chup Iss Liyehh Bolte Jare

Likha Maine Likha Maine

Khoneka Nahi Hosh Waqt Ko Rakhte Hath Mein

Likha Maine Likha Maine

Likha Maine Jo Bhi Dekha Aj Tak

Likha Maine Jo Bhi Chal Raha Aj Kal

Likha Maine Jo Bhi Dekha Aj Tak

Likha Maine Jo Bhi Chal Raha Aj Kal

Bada Parivar Sabka Kharcha Bhi Uthana Hain

Subhe Jaise Hoti Uske Bap Ko Kam Pe Jana Hain

Woh Karta Mehnat Bohot

Par Kya Sabka Pet Bhar Pata Hain

Dekhke Taklife Padhain Se Man Hatt Jata Hain

Wo Soch Hi Chodo Yehh

Sab Kal Se Karte Kam

Education Mehengi Kyunki

Schoolke Mehenge Dam

Sarkari Shikhsha Kendra Ki Halat Toh Hain Kharab

Speech Writer Likhta Aur

Yehh De Dete Bayan

Subhe Nikli Kam Pe Ab

Toh Ho Gayi Hain Sham

Nikli Akeli Woh Pura Road Hain Sunsan

Phir Age Kuch Lafange Karte Apas Mein Mazak

Darti Ladki Dekhke

Badi Ho Jati Ankh Unki

Chhedne Nazdik Ate Usne Bola Mardungi

Chikhe Zor Se Ati Hain Awaz Uski

Hua Galat Soche Madat Lete Kanoon Ki

Case Pe Chadhti Dhul Koyi Nahin Sunta Bat Unki

Dekha Kaise Mausam Mere Sheher Mein

Likha Maine Likha Maine

Dekha Kaise Desh Sare Lutte Jare

Likha Maine Likha Maine

Hone Ka Nahi Chup Iss Liyehh Bolte Jare

Likha Maine Likha Maine

Khoneka Nahi Hosh Waqt Ko Rakhte Hath Mein

Likha Maine Likha Maine

Likha Maine Jo Bhi Dekha Aj Tak

Likha Maine Jo Bhi Chal Raha Aj Kal

Likha Maine Jo Bhi Dekha Aj Tak

Likha Maine Jo Bhi Chal Raha Aj Kal

Likha Maine

Likha Maine

Likha Maine Jo Bhi Chal Raha Aj Kal

Likha maine

Likha maine

Likha Maine Jo Bhi Chal Raha Aj Kal