+++Subrata Shome+++
F - Sara jahan, chhod ke tujhe
maine salam kiya hai
tune bhi kya aisa koi, kam kiya hai
M - Maine to, khud apna,
jeena haram kiya hai
jis din se hath tera, tham liya hai
F - Sara jahan, chhod ke tujhe
maine salam kiya hai
tune bhi kya aisa koi, kam kiya hai
+++Subrata Shome+++
F - Tu chahe pyar na kar
main to tujhe hi chahungi
jahan bhi tu jayega
pichhe pichhe aaungi
tu chahe pyar na kar
main to tujhe hi chahungi
jahan bhi tu jayega
pichhe pichhe aaungi
M - Mujhko pana hai to mera
pichha chhod de
F - Sara jaha chhod ke tujhe
maine salam kiya hai
tune bhi kya aisa koi, kam kiya hai
M - Maine to khud apna
jeena haram kiya hai
jis din se hath tera, tham liya hai
+++Subrata Shome+++
M - Hai
Meri to aadat hai, ise use dil dene ki
or koi meri bani, to phir tu kya kar legi
meri to aadat hai, ise use dil dene ki
or koi meri bani, to phir tu kya kar legi
F - Jogan banke gali gali me gana gaungi
M - maine to, khud apna, jina haram kiya hai
jis din se hath tera, tham liya hai
F - Sara jaha chhod ke tujhe
maine salam kiya hai
tune bhi kya aisa koi, kam kiya hai
M -o tham liya hai,
F - o kam kiya hai