menu-iconlogo
logo

Mera Dost Pareshan Hai

logo
Letra
Mera dost pareshan hai

Keh kiya ajeeb si ye shaam hai

Parinday bhi hairaan hain

Bhainsain bhi pareshan hain

Shehar bazaahir tou abaad hai

Par uska dil aik bayabaan hai

Usmain roadain bhi veeran hain

Aur sarkain bhi sunsaan hain

Aur tanha mera yaar hai

Akaila pareshan hai

Uska na koi samaan hai

Bas uske haath main guitar hai

Mera dost pareshan hai

Keh kiya ajeeb si ye shaam hai

Parinday bhi hairaan hain

Bhainsain bhi pareshan hain

Keh kiya ajeeb si, ajeeb si, ajeeb si ye shaam hai

Mera dost pareshan hai

Keh kiya ajeeb si ye baat hai

Keh lab pe sab ke mera naam hai

Par apne aap se sab anjaan hain

Aur ashrafal jo makhlooqat hain

Wo tou ban chukay haiwaan hain

Bas hawas ka aik toofan hai

Wo keh raha hai keh insaan hai

Toofan main aik aankh hai

Usme tanha mera yaar hai

Parinday bhi hairaan hain

Keh kiya ajeeb sa jahaan hai

Mera dost pareshan hai

Keh kiya ajeeb si ye shaam hai

Parinday bhi hairaan hain

Bhainsain bhi pareshan hain

Keh kiya ajeeb si, ajeeb si, ajeeb si ye shaam hai

Mere dost tu bewaqoof hai

Kiyunke jo tujh ko matloob hai

Wo na jawaab hai na suroor hai

Balkе wo tujh main pehlay se mojood hai

Aur kitna tu nadaan hai

Tu tou awain pareshan hai

Aur tu tou mеra yaar hai

Aur baaqi duniya sab bekaar hai

Mera dost pareshan hai

Keh kiya ajeeb si ye shaam hai

Parinday bhi hairaan hain

Bhainsain bhi pareshan hain

Keh kiya ajeeb si, ajeeb si, ajeeb si ye shaam hai

Keh kiya ajeeb si, ajeeb si, ajeeb si ye shaam hai

Mera Dost Pareshan Hai de Mehdi Maloof – Letras & Covers