Kaun heh eh sarware deen
Teray jaisa koun hai
Juztay resham suduha ki
Shaan wala koun hai
Kaun heh eh sarware deen
Teray jaisa koun hai
Juztay resham suduha ki
Shaan wala koun hai
Yeh to hai aaqa tumharay
Naam hi ki barkatein
Yeh to hai aaqa tumharay
Naam hi ki barkatein
Hum faqeeroon ko wagarna
Bheek deta koun hai
Hum faqeeroon ko wagarna
Bheek deta koun hai
Kaun heh eh sarware deen
Teray jaisa koun hai
Juztay resham suduha ki
Shaan wala koun hai
Sadqa apnay ladloon ka
Aik rehmat ki nazar
Sadqa apnay ladloon ka
Aik rehmat ki nazar
Rehmatoon walay
Nabi mera sahara kon hai
Rehmatoon walay
Nabi mera sahara kon hai
Kaun heh eh sarware deen
Teray jaisa koun hai
Juztay resham suduha ki
Shaan wala koun hai
Laj walay laj rakhna
Tera kehlata houn main
Laj walay laj rakhna
Tera kehlata houn main
Mujh say baykas
Benawa mangtay ka data kon hai
Mujh say baykas
Benawa mangtay ka data kon hai
Kaun heh eh sarware deen
Teray jaisa koun hai
Juztay resham suduha ki
Shaan wala koun hai
Naam lewa houn nabi ka
Ore nabi ki aal ka
Naam lewa houn nabi ka
Ore nabi ki aal ka
Koi batlaye niyazi
Mujh say acha kon heh
Koi batlaye niyazi
Mujh say acha kon heh
Kaun heh eh sarware deen
Teray jaisa koun hai
Juztay resham suduha ki
Shaan wala koun hai
Kaun heh eh sarware deen
Teray jaisa koun hai
Juztay resham suduha ki
Shaan wala koun hai