Na Jashan e Shola Manatay To Or Kya Kartay
Andhera Mangany Aya Tha Roshni Ki Bheek
Hum Apna Ghar Na Jalatay To Or Kia Kartay
dard rukta nahin ek pal bhi
dard rukta nahin ek pal bhi
ishq ki ye saza mil rahi hai
maut se pehle hi marr gaye ham
chot nazaron ki aisi lagi hai
dard rukta nahin ek pal bhi
bewafa itna ehsaan karde
kam se kam ishq ki laaj rakh le
bewafa itna ehsaan karde
kam se kam ishq ki laaj rakh le
do kadam chal ke kandha to de de
do kadam chal ke kandha to de de
tere aashiq ki mayyat uthi hai
maut se pehle hi marr gaye ham
chot nazaron ki aisi lagi hai
dard rukta nahin ek pal bhi
raat kat ti hai gin gin ke taare
neend aati nahin ek pal bhi
raat kat ti hai gin gin ke taare
neend aati nahin ek pal bhi
ankh lagti nahin ab hamari
ankh lagti nahin ab hamari
ankh us but se aisi lagi hai
maut se pehle hi marr gaye ham
chot nazaron ki aisi lagi hai
dard rukta nahin ek pal bhi
do qadam reh gaya tha kinara
yak bayak aa ke mojoon ne ghaira
do qadam reh gaya tha kinara
yak bayak aa ke mojoon ne ghaira
dekh aye ahal e sahil tamasha
dekh aye ahal e sahil tamasha
meri kashti kahan doobti hai
maut se pehle hi marr gaye ham
chot nazaron ki aisi lagi hai