menu-iconlogo
huatong
huatong
ostkishore-kumarr-d-burman-dialogue-shalimar-tum-ek-hum-bewafa-hargiz-na-thay---shalimar-soundtrack-version-cover-image

Dialogue (Shalimar) Tum Ek / Hum Bewafa Hargiz Na Thay - Shalimar / Soundtrack Version

O.S.T./Kishore Kumar/R. D. Burmanhuatong
peggycreedhuatong
Letra
Gravações
Tum ek beghairat insaan ho

Jise baatein banane ke siwa kuch nahi aata

Kumar, na tumhara koi character hai

Na emaan, na wafadaari

Hum befawa hargiz na the

Per hum wafa kar na sake

Humko mili uski saza

Hum jo khata kar na sake

Hum befawa hargiz na the

Per hum wafa kar na sake

Kitni akeli thi wo raahein hum jinpe

Ab tak akele chalte rhe

Tujhse bichhad ke bhi, o, bekhabar

Tere he gum mein jalte rhe

Tuune kiya jo shikwa

Hum wo gila kar na sake

Hum befawa hargiz na the

Per hum wafa kar na sake

Tumne jo dekha-suna such tha magar

Kitna tha such, ye kisko pata

Jaane tumhein maine koi dhoka diya

Jaane tumhein koi dhoka hua

Is pyaar mein such-jhooth ka

Tum faisla kar na sake

Hum befawa hargiz na the

Per hum wafa kar na sake

Mais de O.S.T./Kishore Kumar/R. D. Burman

Ver todaslogo

Você Pode Gostar