Dekho kahaan
Aa gaye hum sanam
Saath chalte jahan din ki baahon mein raaton
Ke saaye hain dhalte chale woh chaubare
Dhoondhe jin
Mein chahat ki boondein sach kar de
Sapnon ko sabhi ho aankhon ko
Neeche neeche main tere
Peechhe peechhe chal doon jo keh de tu
Abhi baharo ki chat ho duao ke khat
Ho padhti rahi ye gazal ho
Falak tak chal saath mere falak tak chal
Saath chal falak tak chal
Saath mere falak tak chal saath chal
Yeh baadal ki chaadar yeh taaro ke
Aanchal mein chup jaye hum pal do pal
Ho falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal
Falak tak chal saath
Mere falak tak chal saath chal
Dekha nahi maine pehli kabhi yeh nazara badla
Hua sa lage mujhko aalam yeh sara
Suraj ko hui hai rarat
Raaton ko kare shararat betha hai khidki pe
Teri haan is baat pe
Chand bhi bigda katra katra woh pighla
Bhar aaya aankhon mein meri
To suraj bujha doon
Tujhe main saja doon savera ho tujhse hi
Kal ho
Falak tak chal saath mere falak tak chal
Saath chal falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal
Yeh badal ki chaadar
Yeh taaro ke anchal
Mein chup jaye hum pal do pal ho
Falak tak chal saath mere falak tak chal
Saath chal falak tak chal saath mere
Falak tak chal saath chal