menu-iconlogo
logo

Bheegi Si Bhaagi Si

logo
Letra
Aai meri subah haste hasate

Boli aankhen tere liye sandesha hai

Haan hai

Jaagi aankhon ko bhi sapna milega

Koi khushi aane ka bhi andesha hai

Haan hai

Aan haaan

Gulabi si subah

Aan haan

Sharabi si hawaa

Bheegi si bhaagi si

Mere bazuo mein samaye

Jogi si jaagi si

Koi prem dhun woh sunaye

Bheegi si bhaagi si

Mere bazuo mein samaye

Jogi si jaagi si

Koi ram dhun woh sunaye

Raahein waahein bole baatein rumani

Aao baitho suno baatein kahani hai

Haan hain

Tazzi tazzi lage humko rozana

Teri meri baatein yun to purani hai

Haan hai

Aan haaan

Khayalon se paale

Aan haaan

Yeh zindagi chale

Bheegi si bhaagi si

Mere bazuo mein samaye

Jogi si jaagi si

Koi prem dhun woh sunaye

Bheegi si bhaagi si

Mere bazuo mein samaye

Jogi si jaagi si

Koi ram dhun woh sunaye

Meri aankhon ki syaahi

Piya deti har gawaahi

Mein pyasi thi nirashi

Tu pani ki surahi

Meri aankhon ki syaahi

Piya deti har gawaahi

Tujhe dekha to khila hoon

Teri chahat mein dhula hoon

Mile mandir mein khuda jo

Mein to tujh mein yun mila hoon

Meri aankhon ki syaahi

Piya deti har gawaahi

Meri aankhon ki syaahi

Piya deti har gawaahi

Aan haaan

Dhundhe na abb koi

Aan haaan

Mein khoya tu khoyi

Bheegi si bhaagi si

Mere bazuo mein samaye

Jogi si jaagi si

Koi prem dhun woh sunaye

Bheegi si bhaagi si

Mere bazuo mein samaye

Jogi si jaagi si

Koi ram dhun woh sunaye