Dil lena khel hai dildaar ka
Bhule se naam na lo pyaar ka
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhule se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi juutha yaar bhi jutha
Dekho mujhko dilawaalon ha
khaya hai Dhokha ho maine yaar kaa
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhule se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi juutha yaar bhi jutha
Dekho mujhko dilawaalon ha
khaya hai Dhokha ho maine yaar kaa
Vaadon pe inke na jaana
Baaton mein inki na aana
Are, vaadon pe inke na jaana
Baaton mein inki na aana
Inki mithi baaten ye matvaali aankhein
Zehar hai pyaar ka
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhule se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi juutha yaar bhi jutha
Dekho mujhko dilawaalon ha
Khaya hai Dhokha maine yaar kaa
Inpe jawaani luta do
Ya zindgaani luta do
Are, inpe jawaani luta do
Ya zindgaani luta do
Are kuch bhi kar deewane
rahenge ye anjaane
Rona hai bekaar ka
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhule se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi juutha yaar bhi jutha
Dekho mujhko dilawaalon ha
Khaya hai Dhokha maine yaar kaa