menu-iconlogo
huatong
huatong
Letra
Gravações
Man baawra tujhe dhoondhta

Man baawra tujhe dhoondhta

Paane ki khone ki paimaaishein

Jeene ki saari meri khwaahishein

Paane ki khone ki paimaaishein

Jeene ki saari meri khwaahishein

Aasma yeh jahaan sab lage thehra

Man baawra tujhe dhoondhta

Man baawra tujhe dhoondhta

Badgumaa tha naadan yeh dil dhadkegaa naa kabhi

Honsh kho baitha hai paagal roothi hai zindagi

Badgumaa tha naadan yeh dil dhadkegaa naa kabhi

Honsh kho baitha hai paagal roothi hai zindagi

Khud se baatein kar karke hansna

Bheed mein bhi tanhaa sa lagna

Baj rahi hai jaltarange saanson ke darmayaa

Man baawra tujhe dhoondhta

Man baawra tujhe dhoondhta

Unseeyat ke khwaab chunkar katti raatein meri

Iltzaa e deed lekar phatke ab aankhein meri

Unseeyat ke khwaab chunkar katti raatein meri

Iltzaa e deed lekar phatke ab aankhein meri

Meelon lambe yeh faaslein hai

Bas tassavvur ke silsile hai

Rat jage gumsum pade hai pal ko pe raah hairaan

Man baawra tujhe dhoondhta

Man baawra tujhe dhoondhta

Paane ki khone ki paimaaishein

Jeene ki saari meri khwaahishein

Paane ki khone ki paimaaishein

Jeene ki saari meri khwaahishein

Aasma yeh jahaan sab lage thehra

Man baawra tujhe dhoondhta

Man baawra tujhe dhoondhta

Tujhe dhoondhta tujhe dhoondhta

Mais de Rahat Fateh Ali Khan/Farah

Ver todaslogo

Você Pode Gostar