Kya Hua
Tera Waada
Woh Kasam
Woh Irada
Kya Hua Tera Wada
Woh Kasam Woh Irada
Bhulega Dil Jis Din Tumhein
Woh Din Zindagi Ka Aakhiri Din Hoga
Kya Hua Tera Wada
Woh Kasam Woh Irada
Yaad Hai Mujhko Tune Kaha Tha
Tumse Nahin Roothenge Kabhi
Dil Ki Tarah Se Haath Mile Hain
Kaise Bhala Chhutenge Kabhi
Teri Baahon Mein Beeti Har Shaam
Bewafa Yeh Bhi Kya Yaad Nahi
Kya Hua Tera Wada
Woh Kasam Woh Irada
Bhulega Dil Jis Din Tumhein
Woh Din Zindagi Ka Aakhiri Din Hoga
Kya Hua Tera Wada
Woh Kasam Woh Irada
O Kehne Waale Mujhko Farebi
Kaun Farebi Hai Yeh Bata
Woh Jisne Gum Liya Pyar Ki Khatir
Yah Jisne Pyar Ko Bech Diya
Nasha Daulat Ka Aisa Bhi Kya
Ke Tujhe Kuch Bhi Yaad Nahi
Kya Hua Tera Wada
Woh Kasam Woh Irada
Bhulega Dil Jis Din Tumhein
Woh Din Zindagi Ka Aakhiri Din Hoga
Kya Hua
Tera Wada
Woh Kasam
Woh Irada