menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Aap Baithe Hain

Rehan Bilalhuatong
durhmana1huatong
Letra
Gravações
Aap Baithe Hain Balin Peh Meri ♪ official lyrics

Mohabbat Ki Koi Manzil Nahi Hai, Mohbbat Mouj Hai Saahil

Nahi Hai

Meri Afsurdagi Peh Hanse Wale, Tere Pehlo Mein Shayad Dil

Nahi Hai

Ajj Hum nay youn he khushi karli, Dil jala kar he roshni

karli

Atay jatay raha karo sahib, Anay janay main kyun kami karli

Doub Kar teri neli anhkhon main, Ghark hum na tu zindagi

karli

Ek fakat teri dosti ka liya, Sari duniya say dushmani karli

Sar jis paa na jhuk jaya, Osay Daar nahi kahatay

Her Daar pa jo jhook jaya, Osay Sar nhai Kahtay

Kya Tujh ko jaha walay sitamgar nahi kahatay

Kahatay honga lakin teray mou pa nahi kahatay

Kabay main her ek Sajaday ko kahaty hain Ibadat

Mainkhanay main her jaam ko Sagar nahi kahatay

Kabay main Muslma ko bhi kah detain hain Kafir

Mainkhanay main Kafir ko bhi Kafir nahi kahaty

Jo nazar aar par ho jaye, Wohi dil ka qaraar ho jay

Apni zulfon ka daal do saya, Teergi khushgawar ho jay

Teri Nazron ko dekh paye agar, Shaikh bhi maigusaar ho jay

Tujh ko daikhe jo ik nazar Foran, Chand bhi sharam saar ho

jay

Aaina apne samnay se hata, Yeh na ho khud se pyar ho jay

Mout Kiss tarhay aya Bali per, Tuo agar ek baar ho jay

Aap Baithe Hain Balin Peh Meri, Mout ka zoor chalta nahi hai

Mout mujh ko gawara hai lakin, Kya karo dum nikalta nahi hai

Yaa adda yaa Nazakat Brasil, Mera dil tum pa Kurban lakin

Kya Sambhalo ga tum meray dil ko, Jab ya Anchal sambhalta

nahi hai

Mero Naalo soun kar Zamanay, Hoo gai Moum kitni chataanay

Main na Pighla diya Pathraon ko, Ek tera dil pighalta nahi

hai

Sheikh jee ke nasiyat bhi achi, Baat waiz ke khoob lakin

Jab bhi chaatee hai Kaali Ghataya, Bin piya kam chalta nahi

hai

Dekha lay meri maiyat ka manzar, Loug khanda badlatay

chalaya hain

Ek teri bhi Doli chali hai, Koi Khanda badlata nahi hai

Mainkdha ka sabhi peenay walay, Larkhara kar Sambhlatay hain

lakin

Teri nazroon ka jo jaam pee la, Umer bhar wo Sambhlata nahi

hai

Aap Baithe Hain Balin Peh Meri, Mout ka zoor chalta nahi hai by Rehan Bilal

Mais de Rehan Bilal

Ver todaslogo

Você Pode Gostar