Kuch tooti phooti si
Adhi adhoori si
Zidagi tu dhal jaye gi
Marham nahi agar
Tum hath rakh dena
Chot sehal jaye gi
Teri bheegi si palkon
Chirak doon muskurahten
Khud se khushi pal jaye gi
Hmmmmmmmmm kuch tooti phooti si
Adhi adhoori si
Zindagi tu dhal jaye gi
Aaaaaaaaaaaaaaaaaa
Haaaaaaaaaaaaaaaaaa
Haaaaaahaaaaaaaaa
Main Thi adhoori si
Paa liya tujh ko
Poori ho gayi
Gham sounp de mujhko
Har khushi meri
Teri ho gayi
Main shukar karu bayan kaise
Mujhy tu aa mila jaise
Doobi aasen tar jayen gi
Aek Pathron ka jahan
Our ek traf mere
Sheeshe ka makan
Yeh Lab thay sil chuke
Kia sunate hum
Apni dastaan
Mere lafzon ki ye justaju
Ankhon ki teri guftagu
Our khamoshi dono ki
Bani zuban
Hooooo Teri masoom baton ko
Suna doon gham ki raton ko
Gham ki ghari tal jaye gi
Hmmmmmmm kuch tooti phooti si
Adhi adhoori Si
Zindagi tu dhal jaye gi