Tera saath hai itana pyaara...
Tera saath hai itana pyaara
Kam lagta hai jeevan saara
Tere milan ki lagan mai
Hamein aana padega
duniya mein dubaara..
Hamein aana padega
duniya mein dubaara..
maine.....
Maine tan man tujh par vaara
Pyaas bujhi na karke nazaara
Tere milan ki lagan mai
Hamein aana padega
duniya mein dubaara..
Hamein aana padega
duniya mein dubaara..
o.Tera saath hai itana pyaara...