Main shaayer toh nahin
Main shaayer toh nahin
Magar aye hanseen
Jab se dekha
Main ne tujh ko mujh ko
Shaayari aa gayee
Main shaayer toh nahin
Magar aye hanseen
Jab se dekha
Main ne tujh ko mujh ko
Shaayari aa gayee
Mainn aashiq to nahin
Magar aye haseen
Jab se dekhaa
Main ne tujh ko mujh ko
Aashiqi aa gayee
Main shaayer to nahin
Pyaar ka naam
Main ne soona tha magar
Pyaar kya hai
Ye mujh ko nahin thi khabar
Pyaar ka naam
Main ne soona tha magar
Pyaar kya hai
Ye mujh ko nahin thi khabar
Main to uljaa
Raha uljaanon ki talha
Doseto main raha
Dushmanon ki talha
Main dushman to nahin
Main dushman to nahin
Magar aye haseen
Jab se dekhaa
Main ne tujh ko mujh ko
Dosti aa gayee
Main shaayer to nahin
Sochata hoo agar main
Doa maangata
Haath apane uthaakar
Main kya maangata
Sochata hoo agar main
Doa maangata
Haath apane uthaakar
Main kya maangata
Jab se tujh se mohabbat
Main karane laga
Tab se aise ibaadat
Main karane laga
Main qaafir to nahin
Main qaafir to nahin
Magar aye haseen
Jab se dekha
Main ne tujh ko mujh ko
Bandagi aa gayee
Main shaayer to nahin
Magar aye hanseen
Jab se dekha
Main ne tujh ko mujh ko
Shaayari aa gayee
Main shaayer to nahin