Behna ne bhai ki kalaai se
Behna ne bhai ki kalaai se
Pyaar baandha hai
Pyaar ke do taar se
Sansaar baandha hai
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Sansaar baandha hai
Behna ne bhai ki kalaai se
Pyaar baandha hai
Pyaar ke do taar se
Sansaar baandha hai
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Sansaar baandha hai
Sundarta mein jo kanhaiyya hai
Mamta mein yashoda maiyya hai
Wo aur nahin dooja koi
Wo to mera raaja bhaiya hai
Behna ne bhai ki kalaai se
Hooo
Behna ne bhai ki kalaai se
Pyaar baandha hai
Pyaar ke do taar se
Sansaar baandha hai
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Sansaar baandha hai
Mera phool hai tu
Talvaar hai tu
Meri laaz ka pehredaar hai tu
Main akeli kahan is duniya mein
Mera saara sansaar hai tu
Behna ne bhai ki kalaai se
Hooo
Behna ne bhai ki kalaai se
Pyaar baandha hai
Pyaar ke do taar se
Sansaar baandha hai
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Sansaar baandha hai
Hamein door bhale kismat kar de
Apne mann se na juda karna
Saavan ke paavan din bhaiya
Behna ko yaad kiya karna
Behna ne bhai ki kalaai se
Hooo
Behna ne bhai ki kalaai se
Pyaar baandha hai
Pyaar ke do taar se
Sansaar baandha hai
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Sansaar baandha hai
Behna ne bhai ki kalaai se
Pyaar baandha hai