Manzil ye chalti sapnay saray ye hon gay jo pooray
Wo khuab dekhta na main jo reh jayen adhooray
Jaisay taisay ker ke i usually get my work done man so
Apni dhun main chalta raha kisi ki na sunu main
Meri zindagani
Jee ke dekh le tu jani
Mere dil ka ye fasana
Tera khud se chalay ana
Dibs on my dil ki rail gaari
I dont want no teri hoshiyari
Paison ki koi kami nai
Baithay saray beopaari
Ye kaisa paisa
Ye kaisa paisa
Ye kaisa paisa
Kaisa paisa kaisa paisa kaisa
Kaam bhaari na dushwari
Main chalta apnay rastay
Launday saray mou ke fire tabhi raston pe phastay
Abhi tou shuruwat hay,
Man im just done being underrated
Yall like my work and all my shit,
No man you cannot trade it
Paison ke tum poojari
Main baitha nibhaon yaari
Dihari sari le kay kat jaon main apni baari
Ka kala ghalti shawi wi
Ap sab dil se maaf ker dena
Nahi kerna maaf tou bachay pehli fursat main kat leta
Meri zindagani
Jee ke dekh le tu jani
Mere dil ka ye fasana
Tera khud se chalay ana
Dibs on my dil ki rail gaari
I dont want no teri hoshiyari
Paison ki koi kami nai
Baithay saray beopaari
Ye kaisa paisa
Ye kaisa paisa
Ye kaisa paisa
Kaisa paisa kaisa paisa kaisa