Jaadu sa chhane laga
Paagal banane laga
Kuchh yaad aane laga
Kuchh bhool jaane laga
Kya na kare, kya kare
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare
Deewana paagal sa dil
Aankhon mein kajal sa dil
Lehraate aanchal sa dil
Zulfon ke baadal ka dil
Tarse na yeh barse na yeh
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare
Jaadu sa chhane laga
Paagal banane laga
Kuchh yaad aane laga
Kuchh bhool jaane laga
Kya na kare, kya kare
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare
Tumse chura lein tumhein
Sabse chhupa lein tumhein
Jaan se laga lein tumhein
Sapna bana lein tumhein
Main betaab hoon, tu bechain hai
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare
Jaadu sa chhane laga
Paagal banane laga
Kuchh yaad aane laga
Kuchh bhool jaane laga
Kya na kare, kya kare
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare