menu-iconlogo
huatong
huatong
udit-narayanalka-yaknik-jo-bhi-kasmein-cover-image

Jo Bhi Kasmein

Udit Narayan/alka yaknikhuatong
ncute2huatong
Letra
Gravações

Jo Bhi Kasmein Khaayi Thi Humne

Vaada Kiya Tha Jo Milke

Tune Hi Jeevan Mein

Laaya Tha Mere Savera

Kya Tumhe Yaad Hai

Kya Tumhe Yaad Hai

Kya Tumhe Yaad Hai

Din Woh Bade Haseen The

Raatein Bhi Khush Naseeb Thi

Tune Hi Jeevan Mein

Laaya Tha Mere Savera

Kya Tumhe Yaad Hai

Kya Tumhe Yaad Hai

Kya Tumhe Yaad Hai

Jaage Jaage Rehte The

Khoye Khoye Rehte The

Karte The Pyaar Ki Baatein

Kabhi Tanhaayi Mein Kabhi Purvaayi Mein

Hoti Thi Roz Mulaakaatein

Teri In Baahon Mein Teri Panahon Mein

Maine Har Lamha Guzaara

Tere Is Chehere Ko Chand Sunhere Ko

Maine To Jigar Mein Utaara

Kitne Tere Karib Tha

Main To Tera Naseeb Tha

Hoton Pe Rehta Tha Har

Waqt Bas Naam Tera

Kya Tumhe Yaad Hai

Haan Mujhe Yaad Hai

Haan Mujhe Yaad Hai

Din Ke Ujalo Mein Khwaabon Khayalon Mein

Maine Tujhe Pal Pal Dekha

Meri Zindagani Tu Meri Kahani Tu

Tu Hai Mere Haathon Ki Rekha

Maine Tujhe Hai Chaaha To Apna Banaya To

Tu Ne Mujhe Dil Mein Basaya

Pyaar Ke Rango Se Behki Umango Se

Tune Mera Sapna Sajaya

Tere Labon Ko Chumke

Baahon Mein Teri Jhoom Ke

Maine Basaya Tha Aankhon

Mein Tere Basera

Kya Tumhe Yaad Hai

Haan Mujhe Yaad Hai

Haan Mujhe Yaad Hai

Jo Bhi Kasmein Khaayi Thi Humne

Vaada Kiya Tha Jo Milke

Tune Hi Jeevan Mein

Laaya Tha Mere Savera

Kya Tumhe Yaad Hai

Haan Mujhe Yaad Hai

Haan Mujhe Yaad Hai

Mais de Udit Narayan/alka yaknik

Ver todaslogo