menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Boombai Nagariya (Living In The City)

Vishal Dadlani/Bappi Lahiri/Nishahuatong
rewii112huatong
Letra
Gravações
Living in the city

Drive me crazy

Living in the city

Never easy

Living in the city

Take me up and then bring me down and down and down

Do you hear me say?

Lakh-lakh roz aake bas jaathe hain

Is shahar se dil lagaa ke fas jaathe hain

Living in the city

Drive me crazy

Living in the city

Hey, hey, lakh-lakh roz aake bas jaathe hain

Is shahar se dil lagaa ke fas jaathe hain

Sone kee raahoon mein sone ko jagah nahin

Saalaa, idhar to footpath bhee housefull hai

Sholaa hai ya hai bijuriya

Dil kee bajariya bombai nagariyaa

Sholaa hai ya hai bijuriya

Dil kee bajariya bombai nagariyaa

Ye Bombay hai, yahaan time ka matlab hai paisa (are, paisa paisa, paisa)

Samjhe? muje 30 minute kee journey teen minute mein pooree kerani hai

Saalaa, khud maranaa hai to mar naa

Duusare kee kaahe ko watt lagaataa hai?

Paisa, watt lagaataa hai

Paisa, watt lagaataa hai

Paisa, watt lagaataa hai

(Are, paisam paisa, paisa) thok doon kya?

Utar jae ragon mein jo to ye nasha hai

Iski aadat jo pad gayi to ye sazaa hai

Utar jae ragon mein jo to ye nasha hai

Iski aadat jo pad gayi to ye sazaa hai

Aise bhar de ke khaali kar de

Saare pal, ye aisee jagah hai

Hum donon dhakkanon ko aaj ke din hee paidaa hona tha

Living in the city, nau do 11

Living in the city, nau do 11

Living in the city, nau do 11

Lakh-lakh roz aake bas jaathe hain

Is shahar se dil lagaa ke fas jaathe hain

Are, sone kee raahoon mein sone ko jagah nahin

Sholaa hai ya hai bijuriya

Dil kee bajariya bombai nagariyaa

Sholaa hai ya hai bijuriya

Dil kee bajariya bombai nagariyaa (living in the city)

Sholaa hai ya hai bijuriya

Dil kee bajariya bombai nagariyaa (living in the city)

Sholaa hai ya hai bijuriya

Dil kee bajariya bombai nagariyaa

Mais de Vishal Dadlani/Bappi Lahiri/Nisha

Ver todaslogo

Você Pode Gostar