menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Balam Pichkari

Vishal Dadlanihuatong
deelysumerhuatong
Letra
Gravações
Itna maza,

kyun aa raha hai

Tune hawa mein bhaang milaya

Itna maza,

kyun aa raha hai

Tune hawa mein bhaang milaya

Dugna nasha,

kyun ho raha hai

Aankhon se meetha tune khilaya

Ho teri malmal ki kurti

gulabi ho gayi

Manchali chaal kaise

nawaabi ho gayi,

toh?

Teri kalaai hai,

haathon mein aayi hai

Maine maroda toh

lagti malaai hai

Mehenga padega ye

chaska malaai ka

Upvaas karne mein

teri bhalaai hai

Ho bindiya teri mehtaabi ho gayi

Dil ke armaanon mein behisaabi ho gayi

Kyun ‘no-vacancy’ ki,

hothon pe gaali hai

Jabki tere dil ka

kamra toh khaali hai

Mujhko pata hai re

Kya chahata hai tu

Boli bhajan teri

Neeyat Qawwali hai

Zulmi ye haazir-jawaabi ho gayi

Tu toh har taale ki aaj

chaabi ho gayi, toh?

Haan, bole re zamana

kharabi ho gayi

Haan, bole re zamana

Mais de Vishal Dadlani

Ver todaslogo

Você Pode Gostar