Tarq e taaluqaat pe...
Roya na tu, na main
Lekin yeh kya ke chain se
Soya na tu, na main
Wo humsafar tha... haan
Wo humsafar tha... haan
Woh humsafar tha magar
us se hum nawa'i na thi..
Wo hamsafar tha magar
us se hum nawa'i na thi..
Ke dhoop chhaon...
Ke dhoop chhaon ka
alam raha, judaai na thi
Wo humsafar tha magar
us sey hum nawa'i na thi...
Ke dhoop chhaon..
Ke dhoop chhaon ka
alam raha, judaai na thi
Woh humsafar tha...
Woh humsafar tha...
Interlude
4
3
2
1
Aa aa aa aa
Aa aa aa aaa
4…3…2…1..
Adaavatein thi Taghaaful thaa
Ranjishein thhi magar
Adaavatein thi Taghaaful thaa
Ranjishein theen Magar
Bicharne wale main
sab kuch tha
bewafai na thi...
Bicharne wale main
sab kuch tha
bewafai na thi...
Ke dhoop chhaon ka...
Ke dhoop chhaon ka
alam raha, judaai na thi..
Wo humsafar tha...
Wo humsafar tha...
Interlude
4
3
2
1
Kajal daaron, kurkura
surma saha na jaaye
Jin nain mein ye pi basay,
dooja kon samaaye
Beecharte waqt un ankhon
mein Thee hamari ghazal
Beecharte waqt un ankhon
Mein Thee hamari ghazal
Ghazal bhi wo jo, kisi ko
kabhi sunayi na thi
Ghazal bhi wo jo, kisi ko
kabhi sunayi na thi
Ke dhoop chhaon ka...
Ke dhoop chhaon ka
alam raha, judaai na thi.
Wo humsafar thaa...
Wo humsafar thaa...