Dam dam, diga diga 
Mausam bhiga bhiga 
Dam dam, diga diga 
Mausam bhiga bhiga 
Bin piye main to gira, main to gira, main to gira 
Haay allaah, soorat aap ki subhaan allaah 

Teri ada waah waah kya baat hai 
Haaye, teri ada 
Are, teri ada waah waah kya baat hai 
Ankhiyaan jhuki jhuki, baaten ruki ruki 
Ankhiyaan jhuki jhuki, baaten ruki ruki 
Dekho koi re aaj lut gaya 
Haay allaah soorat aap ki subhan allah 
Haay allaah, soorat aap ki subhaan allaah 
Dam dam, diga diga 
Mausam bhiga bhiga 
Bin piye main to gira, main to gira, main to gira 
Haay allaah, soorat aap ki subhaan allaah 
Haay allaah, soorat aap ki subhaan allaah 
Sanam ham maana gareeb hain 
Haaye sanam ham 
Aji sanam ham maana gareeb hain 
Nasiba khota sahi, banda chhota sahi 
Nasiba khota sahi, banda chhota sahi 
Dil ye khazaana hai pyaar ka 
Haay allaah soorat aap ki subhan allah 
Haay allaah soorat aap ki subhan allah 
Dam dam, diga diga 
Mausam bhiga bhiga 
Bin piye main to gira, main to gira, main to gira 
Haay allaah, soorat aap ki subhaan allaah 
Haay allaah, soorat aap ki subhaan allaah.