aaj jaane ki zid na karo
aaaj jaane ki zid na karooo
yun hi pehlu mein
baithe rahooo
yun hi pehlu mein
baaithe rahoo
aaj jaane ki zid na karo
aaaaj jaane ki zid na karooo
haaye mar jaayenge
hum to loot jaayenge
aisi baatein kiya.. na karo
aaj jaane ki zid na karooo
tum hi socho zara
kyun na roke tumhe
jaan jaati hai jab
uth ke jaate ho tum
tum hi socho zara
kyun na roke tumhe
jaan jaati hai jab
uth ke jaate ho tum
tumko apni kasam
jaan e jaaaan
baat itni meri maan loooo
aaj jaane ki zid na karo
waqt ki qaid mein
zindagi hai magar
waqt ki qaid mein
zindagi hai magar
chand ghadiyaan yehi hain
jo aazaad hain
chand ghadiyaan yehi hain
jo aazaad hain
inko kho kar meri
jaan e jaaaan
umr bhar naa taraste rahooo
aaj jaane ki zid na karo
aaaaj jaane ki
ziddddddd naaa karo