Sun mere humsafar kya
Tujhe itni si bhi khabar
Sun mere humsafar kya
Tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saanse chalti jidhar
Rahunga bas wahi umra bhar
Rahunga bas wahi umrr bhar haaye
Jitni haseen ye mulakatein hai
Unse bhi pyari teri baatein hai
Baaton mein teri jo kho jaate hai
Aaun na hosh mein main kabhi
Baahon mein hai teri zindagi haaye
Sun mere humsafar kya
Tujhe itni si bhi khabar
Main toh yoon khada
Kis soch mein pada tha
Kaise jee raha tha main deewana
Chupke se aake tune
Dil mein sama ke tune
Chhed diya kaisa ye fasana
Oh muskurana bhi tujhi se sikha hai
Dil lagane ka tu hi tareeka hai
Aitbaar bhi tujhi se hota hai
Aaun na hosh mein main kabhi
Bahon mein hai teri zindagi haaye
Hai nahi tha pata ke
Tujhe maan lunga khuda
Ki teri galliyon mein iss
Kadar aaunga har paher
Sun mere humsafar kya
Tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saanse chalti jidhar
Rahunga bas wahi umrr bhar
Rahunga bas wahi umrr bhar haaye