Mera Gada Mera Mangta Mera Ghulam Aye
Khuda Karre Kabhi Taiba Se Ye Payam Aaye
Mera Gada Mera Mangta Mera Ghulam Aye
Durood Syed E Konain Ke Wasile Se
Mere Zubaan Pe Aqa Tera Hi Naam Aye
Mera Gada Mera Mangta Mera Ghulam Aye
Khuda Karre Kabhi Taiba Se Ye Payam Aaye
Ghulam E Zehra Hun Mai Toh Ali Ka Naukar Huun
Humesha Panjatani Nisbat Hi Mere Kaam Aaye
Mera Gada Mera Mangta Mera Ghulam Aye
Khuda Karre Kabhi Taiba Se Ye Payam Aaye
A kash koi keh dy a kr ye mare kano main
Chal tujh ko medina main sakar bulaty hain
Khuda Karre Kabhi Taiba Se Ye Payam Aaye
Saba jo phira hoky jana toh ghumzada ka salam kehna
Ye kehna aaqa tumhara taar kab medine ko a rha hai
Khuda Karre Kabhi Taiba Se Ye Payam Aaye
Mai Is Yaqeen Se lota Hu Unke kuchy Se
Mai Is Yaqeen Se Aya Hu Unke Roze Se
Wo Phir Kahenge Ke Wapis Mera Ghulam Aye
Khuda Karre Kabhi Taiba Se Ye Payam Aaye
Mujhe yaqeen main phir bulaya jaun ga
K ye sawal bhi shahmil meri dua main tha
Wo Phir Kahenge Ke Wapis Mera Ghulam Aye
Khuda Karre Kabhi Taiba Se Ye Payam Aaye