Nazar jo teri laagi, main deewani ho gyi
Deewani, haan, deewani, deewani ho gyi
Mashhoor mere ishq ki kahaani ho gyi
Jo jag ne na maani to maine bhi thaani
Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi?
Kehte hain, "Yeh deewani, mastani ho gyi"
Mashhoor mere ishq ki kahaani ho gyi
Jo jag ne na maani to maine bhi thaani
Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi?
Kehte hain, "Yeh deewani, mastani ho gyi"
Deewani, haan, deewani, deewani ho gyi
Zakham aisa tune lagaya
(Deewani, deewani, deewani, deewani ho gyi)
Marham aisa tune lagaya
(Ruhaani, ruhaani, ruhaani, ruhaani ho gyi)
Pehchaan mere ishq ki ab to
Pehchaan mere ishq ki ab to
Rawaani, rawaani, rawaani (rawaani ho gyi)
Ho, mashhoor mere ishq ki kahaani ho gyi
Kehte hain, "Yeh deewani, mastani ho gyi"
Haan, deewani, haan, deewani, deewani ho gyi
Mashhoor mere ishq ki kahaani ho gyi
Jo jag ne na maani to maine bhi thaani
Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi?
Kehte hain, "Yeh deewani, mastani ho gyi"
Deewani, haan, deewani, deewani ho gyi
Sab noor-noor sa bikhra hai
Ikk tu hi khayalon mein utra hai
Bas jhoom, jhoom, jhoom jaata hai dil
Tu mastani hai
Tu deewani hai
Paakiza hasti hai teri, tu noorani hai
Sab noor-noor sa bikhra hai
Ikk tu hi khayalon mein utra hai (Sarr, sarr, sarr, sarr, sarr)