Dushman na karee
Dost ne wo,
Kaam kiyaa hain
Dushman na karee
Dost ne wo,
Kaam kiyaa hain
Umr bhar, kaa gham hame
Inaam diyaa hain
Dushman na karee
Dost ne wo,
Kaam kiyaa hain
Umr bhar, kaa gham hame
Inaam diyaa hain
Tufaan mein
Hamko chhod ke
Saahil pe aa gaye
Aaa
Tufaan mein
Hamko chhod ke
Saahil pe aa gaye
Saahil pe aa gaye
Naa khudaa kaa
Naa khudaa kaa hamne jinhe
Naam diyaa hain
Umr bhar, kaa gham hame
Inaam diyaa hain
Pehale to hosh, chhin liye
Zulm o sitam se
Aaa aaa
Pehale to hosh chhin liye
Zulm o sitam se
Zulm o sitam se
Diwaanagi kaa
Diwaanagi kaa phir
Hame ilzaam diyaa hain
Umr bhar kaa gham hame
Inaam diyaa hain
Dushman na kare oo oo
Apne hi giraate hain
Nasheman pe bijaliyaan
Apne hi giraate hain
Nasheman pe bijaliyaan
Nasheman pe bijaliyaan
Gairo ne aa ke
Gairo ne aa ke phir bhi use
Thaam liyaa hain
Umr bhar kaa gham hame
Inaam diyaa hain
Dushman na kare oo oo
Ban.kar, raqib baithe hain
Wo jo habib the
Aaa aaa
Ban.kar, raqib baithe hain
Wo jo habib the
Wo jo habib the
Yaaro ne khub
Yaaro ne khub farz ko
Anjaam diyaa hain
Umr bhar kaa gham hame
Inaam diyaa hain
Dushman na kare dost ne wo
Kaam kiyaa hain
Umr bhar kaa gham hame
Inaam diyaa hain