Jab Jab Kisi Ladke Ko,
Kisi Ladki Se, Mohabbat Ho Jati Hai,
Jab Jab Kisi Ladke Ko,
Kisi Ladki Se, Mohabbat Ho Jati Hai
To Kya Hota Hai
Qayamat Ho Jati Hai,
Qayamat Ho Jati Hai
Jab Jab Kisi Ladke Ko,
Kisi Ladki Se, Mohabbat Ho Jati Hai
To Kya Hota Hai
Qayamat Ho Jati Hai,
Qayamat Ho Jati Hai
Jab Jab Kisi Ladke Ko,
Kisi Ladki Se, Mohabbat Ho Jati Hai
Hum Tum Mein Bhi Kuch Aisa Na Ho Jaye
Hum Tum Mein Bhi Kuch Aisa Na Ho Jaye
Aankhon Ki Galiyon Mein,
Dil Na kho Jaye, Dil Na Kho Jaye
Hamne Suna Hai Is Ishq Mein
Deewano Si Halat Ho Jati Hai
To Kya Hota Hai
Qayamat Ho Jati Hai,
Qayamat Ho Jati Hai
Jab Jab Kisi Ladki Ko,
Kisi Ladke Se Mohabbat Ho Jati Hai
Aate Hai Jab Yeh Mausam Baharon Ke
Aate Hai Jab Yeh Mausam Baharon Ke
Ho Jate Hai Aise Mein Dil
Hazaron Ke, Hazaron Ke
Milti Hai Aankhein
Aankhon Hi Aankhon Me
Yeh Shararat Ho Jati Hai
To Kya Hota Hai
Qayamat Ho Jati Hai,
Qayamat Ho Jati Hai
Jab Jab Kisi Ladke Ko Kisi
Ladki Se Mohabbat Ho Jati Hai
Ek Duje Ka Leke Naam Hum Dono,
Ho Jayenge Bas Badnaam Hum Dono
Ek Duje Ka Leke Naam Hum Dono,
Ho Jayenge Bas Badnaam Hum Dono
Hum Dono
Ha Pyar Karne Walon Se
Duniya Bhar ko Shikayat Ho Jati Hai
To Kya Hota Hai
Qayamat Ho Jati Hai,
Qayamat Ho Jati Hai
Jab Jab Kisi Ladke Ko,
Kisi Ladki Se, Mohabbat Ho Jati Hai
Ho Aankhein Milana Acha Nahi Hota,
Acha Nahi Hota
O Dil Ka Lagana Acha Nahi Hota,
Acha Nahi Hota
Yeh Dil kahin Bhi Lagata Nahi
Phir Tauba Musibat Ho Jati Hai
To Kya Hota Hai
Qayamat Ho Jati Hai,
Qayamat Ho Jati Hai
Jab Jab Kisi Ladki Ko,
Kisi Ladke Se, Mohabbat Ho Jati Hai
O Jab Jab Kisi Ladke Ko
Kisi Ladki Se,
Mohabbat Ho Jati Hai
To Kya Hota Hai.