Jai ho
Jai ho
Saccha maiyya ka dwara yahan jhukta hai jag sara
Saccha maiyya ka dwara yahan jhukta hai jag sara
Ho sab jai matadi bol rahein
Sab jai matadi bol rahein
Jai ho
Jai ho
Maa ke dar ki shabha nyaari yahan lakhon aatein narnari
Yahan lakhon aatein narnari yahan lakhon aatein narnari
Maa ke dar ki shabha nyaari yahan lakhon aatein narnari
Bada sundar ajab najara lagata hai pyara pyara
Bada sundar ajab najara lagata hai pyara pyara
Sab jai matadi bol rahein
Sab jai matadi bol rahein
Jai ho
Jai ho
Jo maa ke dar pe aata hai wo man chaha bal pata hai
Wo man chaha bal pata hai wo man chaha bal pata hai
Jo maa ke dar pe aata hai wo man chaha bal pata hai
Nirbal ko mile sahara wo ho jaye buland sitara
Ho nirbal ko mile sahara wo ho jaye buland sitara
Sab jai matadi bol rahein
Sab jai matadi bol rahein
Jai ho
Jai ho
Maa ke jaisa darbar nahin jo maango karein inkaar nahin
Jo maango karein inkaar nahin jo maango karein inkaar nahin
Maa ke jaisa darbar nahin jo maango karein inkaar nahin
Mane khol diya bhandara badale kismat ka sitara
Mane khol diya bhandara badale kismat ka sitara
Sab jai matadi bol rahein
Sab jai matadi bol rahein
Jai ho
Jai ho
Tu bhimsen darba ke aa apna ye soya bhagya jaga
Apna ye soya bhagya jaga apna ye soya bhagya jaga
Tu bhimsen darba ke aa apna ye soya bhagya jaga
Kyoon firata mara mara tera sankat kat jaye sara
Kyoon firata mara mara tera sankat kat jaye sara
Ho sab jai matadi bol rahein
Sab jai matadi bol rahein