Dil mera akela
Hai khaabon ka mela
Hum ho gaye ghum
Dhadkan mein tum
Saanson mein tum
Nindon mein tum
Yaadon mein tum
Dhadkan mein tum
Saanson mein tum
Dil mera akela
Hai khaabon ka mela
Hum ho gaye gum
Dhadkan mein tum
Saanson mein tum
Neendon mein tum
Waadon mein tum
Hamane dhunda tumhe
Haaye kitane janam
Sabne luta hamein
Haaye kitana sanam
Kaise kaise kahein
Dil mein kitane hai ghum
Bhar do bhar do sanam
Mera har ik zakham
Tere zakhm bharu
Tujhe pyaar karun
Tere zakhm bharu
Tujhe pyaar karun
Teri aankhon mein aahon mein
Baahon mein mera jahaan
Tere kadam mere kadam
Milkar chalein ik hoke hum
Dhadkan mein tum
Saanson mein tum
Hadd se aage mujhe
Ab guzar jaane de
Rok na ruh mein
Abb utar jaane de
Paas aa jaaneman
Dil machal jaane de
Shamma jalati hai kyun
Abb pighal jaane de
Tu jo chaahe karun
Main jiyu ya maru
Tu jo chaahe karun
Main jiyu ya maru
Tere armaano ki sej pe
Abb toh nikalega dum
Kar le kar le jitane sitam
Teri kasam seh lenge hum
Dil mera akela
Hai khaabon ka mela
Hum ho gaye gum
Dhadkan mein tum
Saanson mein tum
Neendon mein tum
Yaadon mein tum
Dhadkan mein tum
Saanson mein tum
Neendon mein tum
Yaadon mein tum
Dhadkan mein tum
O o saanson mein tum
Neendon mein tum
O o waadon mein tum