Sagar kinare dil ye pukare
Tujo nahin to mera koi nahin hai ho...
Sagar kinare dil ye pukare
Tujo nahin to mera koi nahin hai ho...
Sagar kinare.
Jage nazare jagi hawayein
Jage nazare jagi hawayein
Jab pyar jaga jagi phijayein
Ho palbhar ko dil ki duniya
Soi nahin hai
Sagar kinare dil ye pukare
Tujo nahin to mera koi nahin hai ho...
Sagar kinare
Lahro pe nache kirno ki pariyan
Main khoya jaise sagar mein nadiya
Lahro pe nache kirno ki pariyan
Main khoya jaise sagar mein nadiya
Hm..tuhi akeli to khoi nahin hai
Sagar kinare dil ye pukare
Tujo nahin to mera koi nahin hai
Sagar kinare dil ye pukare
Tujo nahin to mera koi nahin hai
Sagar kinare........