Mere kuch dost mujhe yun bhi satane aaye
Khud mujhe mere hi afsaane sunane aaye
Din ke dhalte hue lamho ki kiran vo lekar
Mere taarik mukaddar ko sajane aaye
Tu nahi to teri yaad sahi, tu nahi to teri yaad sahi
Tu nahi to teri yaad sahi yado ke sahare jee lege
Ham zahar gamo ka pee lege khud chaak gariba see lege
Tu nahi to teri yaad sahi, tu nahi to teri yaad sahi
Yun meri tarh koi na ujde na meet kisi mann ka bichde

Toda hai mera dil tune magar kisi aur ke mat karna tukde
Ilzaam wafa ke has kar ham
Ilzaam wafa ke has kar ham sar deke na hilege
Ham zahar gamo ka pee lege khud chaak gariba see lege
Tu nahi to teri yaad sahi, tu nahi to teri yaad sahi
Kabhi tujko chandni raato me yaad aaye jo ham barsato me

Nafrat hi se lena naam mera kabhi jikar mera ho baato me
Royege sda par bhule se
Royege sda par bhule se ham naam na tera kabhi lege
Ham zahar gamo ka pee lege khud chaak gariba see lege
Tu nahi to teri yaad sahi, tu nahi to teri yaad sahi
Zindagi talkh lage jaan ka zaar lage
fir kya baat hai zalim se bahut pyaar lage
haadse gum ke hain karir gali harpo mein
chehra chairah mein faila hua akhbaar lage
In pyar ki sab tasveero ko aur likhi sab tehreero ko

Ek rakh ka dher bana dena sab khawabo ki tabeero ko
Barbad na apna waqt karo
Barbad na apna waqt karo ham raahe apni nayi lege
Ham zahar gamo ka pee lege khud chaak gariba see lege
Tu nahi to teri yaad sahi, tu nahi to teri yaad sahi
Girti hui ham hai diwaare jo dekhe hame wo dhutkaare

Taqdeer ke hatho bebas hain har jeeti hui bazi haare
Dekhege tuje jab ishrat ham
Dekhege tuje jab ishrat ham aankho me gam ki nami lege