menu-iconlogo
huatong
huatong
azaan-ali-ab-to-azad-hai-dunya-urdu-version-cover-image

Ab to Azad Hai Dunya (Urdu Version)

Azaan Alihuatong
scorpion_king_3269huatong
Тексты
Записи
Maa Kashmir tu Jannat hai nah

Jannat mein tuffan hai kyun…

Haq tu hewan kay be hai

Dard main phir be insan hai kyun…

Ye hai meri apni Jannat…

Mujh ko is main rhna hai

Sunn lo duniya kay rakhwalo

Mujh ko bhi kuch kahna hai…

Yaad hai tum ko saaro kay dukh

Mera dukh kyun yaad nahi…

Ab tu hai azad ye duniya

Phir main kyun azad nahi…

Ab tu hai azad ye duniya

Phir main kyun azad nahi…

Phir main kyun azad nahi…

Kis kay khoof say mujh ko soliye

Lori gaty bhool kyun jaye…

Aaj bata tafeesl say mujh ko

Ktny apne mene ghawaye…

Dekh kay apne ankhon say be

Mere zakhum chupaye…

Hath bandhy hai kyun logo kay

Jab koi hath uthye…

Jab koi hath uthye…

Dard bhot hai phele hi maa

Ktna aur ab sehana hai…

Sunn lo dunyia ky rakhwalo

Mujh ko bhi kuch kahna hai…

Yaad hai tum ko saaro kay dukh

Mera dukh kyun yaad nahi…

Ab tu hai azad ye duniya

Phir main kyun azad nahi…

Ab tu hai azad ye duniya

Phir main kyun azad nahi…

Phir main kyun azad nahi…

Kon hai jo ghar aa kay daare

Haq mango kyun chup woh kaare…

Jurm kiya hai kya asa bhi

Kyun ye sadme roz uthye…

Acha bhi tu waqt hai hota

Waqt mera woh laa dy…

Kaah dy ge sab acha hoga

Thora dil bhila day…

Thora dil bhila day…

Surkh bht hai phele hi maa

Ktna koon aur behna hai…

Sunn lo duniya kay rakhwalo

Mujh ko bhi kuch kahna hai…

Yaad hai tum ko saaro kay dukh

Mera dukh kyun yaad nahi…

Ab tu hai azad ye duniya

Phir main kyun azad nahi…

Ab tu hai azad ye duniya

Phir main kyun azad nahi…

Phir main kyun azad nahi…

Еще от Azaan Ali

Смотреть всеlogo

Тебе Может Понравиться