Mere ladle gajanad ghar main humare aao
Mere ladle gajanad ghar main humare aao
Hum par daya ka amrit
Hum par daya ka amrit barsake chale jao
Mere ladle gajanad ghar main humare aao
Mere ladle gajanad ghar main humare aao
Dino ke nath tum ho bhakto ke ho rakhwale
Dino ke nath tum ho bhakto ke ho rakhwale
Jo bhi sharan main aaya uske hi kasta tale
Jo bhi sharan main aaya uske hi kasta tale
Ek baar aake deva sab kasto ko mitao
Ek baar aake deva sab kasto ko mitao
Mere ladle gajanad ghar main humare aao
Devo main sab se uncha hai stan tera data
Devo main sab se uncha hai stan tera data
Sari srusti main tum sab se mahan data
Sari sruti main tum sab se mahan data
Riddhi shiddi ke swami aab baat mann jao
Riddhi shiddi ke swami aab baat mann jao
Mere ladle gajanad ghar main humare aao
Swakar kar lo vinati aa jao ghar humare
Swakar kar lo vinati aa jao ghar humare
Jaise bhi ho gajanan sevak hai hum tumare
Jaise bhi ho gajanan sevak hai hum tumare
Ho gayi truti kya humse itna hume batao
Ho gayi truti kya humse itna hume batao
Mere ladle gajanad ghar main humare aao
Hum par daya ka amrit
Hum par daya ka amrit barsake chale jao
Mere ladle gajanad ghar main humare aao
Mere ladle gajanad ghar main humare aao