menu-iconlogo
logo

Always into you

logo
Тексты
Tera milna nahi hai munasib

Mere zakhm hein tumse mukhatib

Teri yaadein samaita karun kyun

Rab mera raha hai muhafiz

Tera milna nahi hai munasib

Mere zakhm hein tumse mukhatib

Teri yaadein samaita karun kyun

Rab mera raha hai muhafiz

Chand taray kyun lagay

Pheekay agaye sab tere

Tere baalon k talay

Jese pura jahan

Phir kyun na hon tujh py fida

Tauba karein kyun janay ye khuda

Sadgi teri ki sara ye jahan

Karta tareefein raha

Tabhi sab maray tanay yun dil mera bharay kyun

Khamosh thikanay pay dil k mere hein nakay kyun

Dhundha sab jaga jungle se bayaban

Kis ko sadayein dun tere warga hai koi na

Tera milna nahi hai munasib

Mere zakhm hein tumse mukhatib

Teri yaadein samaita karun kyun

Rab mera raha hai muhafiz

Tera milna nahi hai munasib

Mere zakhm hein tumse mukhatib

Teri yaadein samaita karun kyun

Rab mera raha hai muhafiz

Aye nahi teri yaad

Hum jo ab hein tere baad

Dekh bhi lo tum agar

Pehchano gay na

Tootay tootay se bikhray hein yaar

Jab admi aik tou chehre kyun hazar

Galti ki thi jo huye fida

Ye janay binaaaa

Tum tou khud ke bhi huye na phir hotay mere kyun

Shuru se atay hein jab aye zindagi mein tum

Kuch tou adhura tha andar se pura choora tha

Adha samaita tou phir kya mujhko pura naaaa

(Ooooooh)

Tera milna nahi hai munasib

Mere zakhm hein tumse mukhatib

Teri yaadein samaita karun kyun

Rab mera raha hai muhafiz

Always into you от Danish Roomi/Raffey Anwar - Тексты & Каверы