Mein khoya rahun
Mein khoya rahun
Mein khoya rahun
Bina baat k mein khoya rahun
Band kamre mein
Rota rahun
Soya nahi
Raaton mein kyun
Tanha hun ab
Ye socha karun
Kash hum milay hi na hotay
Dou qadam woh wo chalay hi na hotay
Larkhara k jo mein gir gaya tha
Muskuratay or chal diye hotay
Ab jo mein sare aam jal raha hun
Log bhi betahasha hans rahay hein
Mein inhein dekhun aur sochun
Ishq ka kabhi, kya rog laga hai?
Khoya rahun
Mein khoya rahun
Mein khoya rahun
Bina baat k mein khoya rahun
Band kamre mein
Rota rahun
Soya nahi
Raaton mein kyun
Tanha hun ab
Ye socha karun
Majal kya meri jo ab mein kuch kahun
Tere agaye sar jhuka k chup sa hi rahun
Ankhon meri teri mein ankhein daal lun
Sach agar kahoon, tou dil mein tour dun
Pyar se kabhi tum kehdogay agar
Mere agaye tere liye kuch nahi idhar
Barishon mein mein phir barson is tarhan
Bheeg jayega ye badal mere anson mein
Char bar din mein milogay tum agar
Yaad na karun ya na dun mein kabhar
Nakhray be misal jo karti ho tum
Iske agaye kya lagein saba aur ye shajar
Mein khoya rahun
Mein khoya rahun
Mein khoya rahun
Bina baat k mein khoya rahun
Band kamre mein
Rota rahun
Soya nahi
Raaton mein kyun
Tanha hun ab
Ye socha karun