menu-iconlogo
logo

Ansuna

logo
Тексты
Jis khari se mein tumko mila hun sab mere

Chain o sukoon araam chin gaye

Raatein jaagun din mein taray

Roshni ka saman ban gaye

Mein duaein karun kisi ki badua na lage

Mein sadayein bhi dun tou sab ansuna sa rahay

Tere Matlab ki saari woh baatein

Tere shaukh ki inteha ban gaye

Mere peechay thi duniya ye sari

Tere chakkar mein sab naraz kargaye

Jis khari se mein tumko mila hun sab mere

Chain o sukoon araam chin gaye

Raatein jaagun din mein taray

Roshni ka saman ban gaye

Mein duaein karun kisi ki badua na lage

Mein sadayein bhi dun tou sab ansuna sa rahay

Pehlu tere mein rehne k liye

Sathon janam gulaam ban gaye

Duniya bhar mein hein kisse ab mashoor

Ashiqon mein ala misaal ban gaye

Jis khari se mein tumko mila hun sab mere

Chain o sukoon araam chin gaye

Raatein jaagun din mein taray

Roshni ka saman ban gaye

Ansuna от Danish Roomi/superdupersultan - Тексты & Каверы