Koi nuskha koi tarqeeb tou dou
K ab hum usse bhula sakein
Woh khuab tou hum hein jala chuke
Jis khuab mein ab woh asakein
Ab tanha wapis betha hun
Mein sabse milke pura din
Ho socho bas tum hi tum
Ankhein nam hein aur pura ghum
Tu aysa beparwah na tha
Jo duniya mein hai itna ghum
Mein likhta dil k saray dukh
Tu wah wah karta reh gaya
Woh tou sochon se hai bala tar
Gham saray jo tu degaya
Ek akhri meine kitab likhi
Usse saath mein apne legaya
Is dil ko gham ki adat hai
Ek pal bhi na, humko rahat hai
Is dil ko gham ki adat hai
Ek pal bhi na, humko rahat hai
Kabhi ankhon mein
Kabhi ansu min
Kabhi rishton se
Kabhi waadon se
In saasnon ki bhi saanson mein
Tere phelun mein a na paun mein
Tou kidhar jaunga
Tou kidhar jaunga
Hai dil tumse gila yehi
Tu mujhko wesq mila nahi
Jese usse baatein karta hai
Uske raaz ko raaz samjhta hai
Mein tou mar jaunga
Mein tou mar jaunaa
Is dil ko gham ki adat hai
Ek pal bhi na, humko rahat hai
Is dil ko gham ki adat hai