Rabtay jo munqata huye hein
Tere mujhse saray
Aaj phir raat se hua hai din
Dekhte taray
Taron se hai jab bhi meine pocha
Pocha tere baray
Dete asra aur kehte tu bhi
Sochti hai mere baray
Mein kese kahun
Tu ghar tha mera
Jo na raha
Mein kese kahun
K raat bhar
Soye na hum
Khud se juda hone ka silsila
Mujhko jatay huye de sikhaaaa
Teri duniya mein, meri tarhan
Mujhse peecha tou na chura
Rabtay jo munqata huye hein
Tere mujhse saray
Aaj phir raat se hua hai din
Dekhte taray
Taron se hai jab bhi meine pocha
Pocha tere baray
Dete asra aur kehte tu bhi
Sochti hai mere baray
Mein kese kahun
Tu ghar tha mera
Jo na raha
Mein kese kahun
K raat bhar
Soye na hum
Geet yeh mere hotay hy na kabhi
Gar tu hota yahan mere sath
Chahe karo mujhpe jitna sitam
Mere dil mein hamesha ho abaad
Rabtay jo munqata huye hein
Tere mujhse saray
Aaj phir raat se hua hai din
Dekhte taray
Taron se hai jab bhi meine pocha
Pocha tere baray
Dete asra aur kehte tu bhi
Sochti hai mere baray