Khelan kyun na jaaye tu hori re, rasiya?
Khelan kyun na jaaye tu hori re, rasiya?
Poochhein hain tohe saari guyiyaan
"Kahan hai Badri ki dulhania, dulhania?"
Kurti pe teri maloon gulaal, rang bata blue ya laal
Air mein tere udte baal, aaja, rang doon dono gaal
Are, sa-ra-ra-ra, are, sa-ra-ra-ra
Are, sa-ra-ra-ra, Kabira, sa-ra-ra-ra
Baby ke dekhe jhumke, laga de chaar thumke
Chhichhore naachein jam ke re (ayy, ayy, ayy, ayy)
U.P. mein din-dahaade window aur chhat pe taade
Hum dekhein aankhein phaade re
Are, are, are
Tujh pe tiki hai meri naughty najariya
Tujh ko bana kar ke, tujh ko bana kar ke
Tujh ko bana kar ke le jaayenge Badri ki dulhania
Tujh ko bana kar ke le jaayenge Badri ki dulhania
Rani, bana kar ke le jaayenge Badri ki dulhania
Muniya re, muniya, Badri ki dulhania
Muniya re, muniya, Badri ki dulhania
Ho-ho-ho-ho-ho-ho
Ho-ho-ho-ho, holi hai
Baby badi bholi hai, baby ki rang di choli hai
Angreji mein khitpit madam ri, bura na maano, holi hai
Rama-Rama, ghazab ho gaya, tare se nazariya lad gayi
Aayi jawaani, julm hoyi gawa, kis aafat mein pad gayi
Are, sa-ra-ra-ra, Kabira, sa-ra-ra-ra
Ho, Rama-Rama, ghazab ho gaya, tare se nazariya lad gayi
Aayi jawaani, julm hoyi gawa, kis aafat mein pad gayi
Haaye, main mar gayi, sooli pe chadh gayi
"Na, na, na" kehna tha, lekin "haan" kar gayi
Dil tujh ko send main toh kar gayi re
Main Badri ki dulhania
Tujh ko bana kar ke le jaayenge, haan, Badri ki dulhania
Rani, bana kar ke le jaayenge Badri ki dulhania
Baby ke dekhe jhumke, laga de chaar thumke
Chhichhore naachein jam ke re (ayy, ayy, ayy, ayy)
U.P. mein din-dahaade window aur chhat pe taade
Hum dekhein aankhein phaade re (ayy, ayy, ayy, ayy)
Are-re-re-re-re
Tujh pe tiki hai meri naughty najariya, haye
Tujh ko bana kar ke, tujh ko bana kar ke
Tujh ko bana kar ke le jaayenge Badri ki dulhania
Tujh ko bana kar ke le jaayenge Badri ki dulhania
Rani, bana kar ke le jaayenge Badri ki dulhania
Muniya re, muniya, Badri ki dulhania
Muniya re, muniya, main Badri ki dulhania (hahaha)