Kismat bhi mujhse kaisa maza le rahi hai
Kismat bhi mujhse kaisa maza le rahi hai
Gam ki baareishen gam pe gam de rahi hai
Jhuthe ye dilon ke apno ke naate hain
Rishte ye pyar ke bas samjhaote hain
Apne to ghar mein aaram se sote hain
Mere janaze mein begaane rote hain
O mere janaze mein begaane rote hain
Kismat bhi mujhse kaisa maza le rahi hai
Gam ki baareishen gam pe gam de rahi hai
Ham toh nikle pyar ke badle pyar paane
Milegi bewafai dil mera kya jaane
Dard ye zamane ko kaise samjhayen
Dard bhari dil ki baaten kaise batlayen
Din hoke fir bhi mere liye jal raate hain
Pyar ye andheron se ab mere naate hain
Apne to ghar mein aaram se sote hain
Mere janaze mein begaane rote hain
O mere janaze mein begaane rote hain
Kismat bhi mujhse kaisa maza le rahi hai
Gam ki baareishen gam pe gam de rahi hai
O zubaan mithi aur dil mein hai zaher bhara
Kaise hain ye log kaise hoga unka bhala
O zakham pe zakham dete zakham rehta tha hara
Phir bhi ye dil mein unke liye hi hai pyar bhara
O lut te dil ko mere mahel sajate hain
Meri maot ka jashn manate hain
Apne to ghar mein aaram se sote hain
O mere janaze mein begaane rote hain
O mere janaze mein begaane rote hain
Kismat bhi mujhse kaisa maza le rahi hai
Gam ki baareishen gam pe gam de rahi hai