Meri neendo ko chhu kar tum
Jo sapne yu saja te ho
Meri neendo ko chhu kar tum
Jo sapne yu saja te ho
In aakhon ke kinaro se
Ye aansu kyu hata te ho
Wafaa se pooch lo jaa kar
Bina vaade tujhe chaha
Bahut aayi gayi yaadein
Magar iss baar tum hi aana
Tere jaane ka gham
Aur na aane ka gham
Phir zamaane ka gham
Kya karein..
Raah dekhe nazar
Raat bhar jaag kar
Par teri toh khabar
Na mile..
Bahut aayi gayi yaadein
Magar iss baar tum hi aana
Iraade phir se jaane ke
Nahi laana tum hi aana
Meri dehleez se hokar
Bahaarein jab guzarti hain
Yaha kya dhoop kya saawan
Hawayein bhi barasti hain
Humein poocho kya hota hai
Bina tere jiye jaana
Bahut aayi gayi yaadein
Magar iss baar tum hi aana
______________________
Thank you