Don't Forget To Follow!
yeh saajish hain boondon ki
koi khwaahish hain chup chup si
yeh saajish hain boondon ki
koi khwaahish hain chup chup si
dekho na dekho na
dekho na dekho na
hawa kuchh haule haule
zubaan se kya kuchh bole
kyon duuri hain ab darmayaan
dekho na dekho na
dekho na dekho na
Don't Forget To Follow!
phir na hawayen hogi itani besharam
phir na dag mag dag mag honge yeh kadam
hay..phir na hawayen hogi itani besharam
phir na dag mag dag mag honge yeh kadam
haa saawan yeh seedha nahi khufia bada
kuchh toh baraste hue keh raha
samjho na samjho na
samjho na samjho na
hawa kuchh haule haule
zubaan se kya kuchh bole
kyon duuri hain ab darmayaan
dekho na dekho na
dekho na dekho na
ভাল লাগলে লাইক দিন
নতুন ট্রাক পেতে আমাকে ফলো করুন
এবং নিয়মিত songbook চেক করুন